Wednesday, November 16, 2011

ISLAMIC: Thay Prinday Soo ba Soo

Thay Prinday Soo ba Soo,
Lay k her ik gul ki Boo,
Kr rahay thay Guftgoo,

"BALAGHAL ULA  BE KAMALY HE"

Thi Munavvar
Sab Fiza,
Jahaan tak uthti thi Nighaa,
Aa rhi thi Yon Sada

"kashafaddu-ja be jmalay he"

Bubulein b Apne Shoq Mein Daalay huay Gul Toq Mein
Kehtein thein apne Zoq Main

"HASUNAT JAMEE O KHISALY HE"

Shiriyoun k Sun k Cheh-chhay Insaan bhala kyun chup rahay
Lazim hai us pay youn kahy

"SALLU ALEHE WA AALE HE"



Thursday, November 10, 2011

Funny: Girl: Papa 1 Larka bar bar

Girl: Papa 1 Larka bar bar
I LOVE YOU bolta hay

kiya kron?

?

?

?

?

?

?
Father: Beta us se Shadi karle zindgi mein agar
dobara bol de to mera Naam badal
dena...;-;

Funny: "Diplomatic Love"

"Diplomatic Love"

2 mohabat karne walo ne khdkshi ka irada kya.

10 manzila imarat se pehly larkay ne chalang lagai.

larki apni ankhen band kr k boli.

"MOHABAT
ANDHI
HOTI
HAI"

or wapis chali gyi

Or larkay ne HAWA me ye kehte hue apna

"PARASHOUT"

khol dia k

PIYAR KBI MARTA NHI...

Poetry: Bohat muddat k baad kal shab


Bohat muddat k baad kal shab

Kitab-e-maazi ko main ne khola

Bohat se chehray Nazar main utary

Bohat se Naamon pe dil paseeja

Ek safha aisa bhi aya

Likha hua tha jo Aansuon se

Unwan jis ka tha "YAAD TERI"

Safha wo sab se hi Moatbar tha

Khwahishon ka ek Nagar tha

Kuch or Aansu us pe tapkay

Kuch or thora Dil Paseeja

Kitab-e-Maazi ko band kar k

Tery Khyalon main Kho gya main

Na jany kab thir so gya main.

Shab Bakhair

Islamic: Dil me basa lo ulfat Namaz ki


Dil me basa lo ulfat Namaz ki

Sajdon me ja k loot lo Lazzat Namaz ki

Ramzan ki had tak na rakho mehdood  Namaz ko

Dua main maang lo istiqamat Namaz ki...

Islamic: Har methi cheez


< Hazrat ALI A.S >
Har methi cheez me zeher hay siwae shehad k
or
har karwi cheez me shifa hay siwae zeher k


Poetry: Mujy Roz_o_Shb Ki Kitab Main

Mujy Roz_o_Shb Ki Kitab Main

Koi esa Harf Na Mil Ska

Jisy Misl_E_Gul Ka Khitab doon

Jisy Chandni Ki Si Taab Doon

Jisy Dhoond Kr
Jisy khoj Kr

Rukh_E_Asman Pe Sja B Doon

Mery Khoon-E-Dil ki Nigaarshen

Meri Rooh Tk K Fishar B

Yahan Ilm-o-Fun Ki Dukan Pr

Bary Sasty Daamon Se Bik Gaye

Mujy tor Kr
Mujy Phor Kr

Mere Doston Ne Jala Diya

Rah-e-Zndi K Ghubar Main

Meri Raakh Tak Ko Ura Diya

Mujy Phr B koi Gila Nahin

Jo Mla Nahin
So Mila Nahin

Islamic: Fana na kar apni zindagi ko

Fana na kar apni zindagi ko
                                           a jawan raah_e_junooon mein,,,
kab karega ibadat jab
                                           gunnah krne ki taqat na hogi

Islamic: ALLAH ne Hazrat MOOSA se frmya

ALLAH ne Hazrat MOOSA se frmya

A MOOSA muj se us zuban se DUA
mang jis se tu ne gunnah na kia ho

Hazrat MOOSA ne arz ki ya ALLAH
men wo zuban kahan se laun

ALLAH ne btaya k apne liay DUA doosron se krwao
Q K tum ne un ki zuban se koi gunnah nhi kia.